Main sun k uski sub batain










Main sun k uski sub batain


Faqat itna hi kehta tha





Khafa hona mana laina


Yeh sadiyon say riwayat hay





Gilay shikway karo mujh say


Tumhain janan ijazat hay





Magar ik baat meri bhi


Tum yaad rakh laina





Kabhi aisa bhi hota hay


Hawaain rukh badalti hain





Khataain ho hi jati hain


Khafa hona bhi mumkin hay





Khata hona bhi mumkin hay


Hamaisha yaad rakhna tum





Taaluq toot janay say


Kabhi toota nahin kertay.







Main sun k uski sub batain Main sun k uski sub batain Reviewed by Aamir Rana on 1:51 AM Rating: 5

No comments:

ads 728x90 B
Powered by Blogger.