Udaas shamon mein woh laut ke aana bhol jata tha







Udaas shamon mein woh laut ke aana bhol jata tha
Kar ke khafaa mujh ko manana bhool jata tha,

Inhi khaslaton ne uski mujhe badnam kar dala
Wo likh ke naam diwaron pe mitana bhool jata tha,

Mat pooch mohabat mein la’parwahi uski
De ke zakhm wo marham lagana bhool jata tha,

Kitna dilnashi’n hota tha uski yaad ka manzar
Wo jab bhi yaad aata tha zamana bhool jata tha.

Udaas shamon mein woh laut ke aana bhol jata tha Udaas shamon mein woh laut ke aana bhol jata tha Reviewed by Aamir Rana on 10:32 AM Rating: 5

No comments:

ads 728x90 B
Powered by Blogger.