Ek Nazar dekh leay agar tu to karishma kar de, Urdu Poetry, Urdu Ghazal,







Ek Nazar dekh leay agar tu to karishma kar de
Murdon k jism mein bhi jaan si rawaa kar de

ise qadar narmiyon se tarabtaar hai husn tera
Shabnam bhi agr chooyea tu taubaa kar de

Kaise bayaan karoo mein tere husn k Jamal ko
Jo chand ki roshni ko bhi dheema kar de

Hum ne tere DIL ki taabandgi ko dekha hai
Jo nafrat k andheron mein roshni paida kar de

Tu Masiha hai bator-e-Maujeeja husn-o-jamal ka
Tera HaBib tere husn ka Sajda Kar de.

Ek Nazar dekh leay agar tu to karishma kar de, Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Ek Nazar dekh leay agar tu to karishma kar de, Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Reviewed by Aamir Rana on 10:35 PM Rating: 5

No comments:

ads 728x90 B
Powered by Blogger.