Ahmed Faraz, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry,Heart Touching Urud Poetry By Ahmed Faraz,







Youn To Mehroom-E-Nava Kab Se Dahan Mera Tha
Phir Bhi Charcha Howa Jis Ko Wo Sukhan Mera Thi
Mein Ne Kis Nasha Nakhoot Mein Kamaan Khinchi Thi
Teer Jais Jaisam Mein Utra Wo Badan Mera Tha
Too Kabhi Ghoor Se Dekh Apni Quba-E-Rishm
Tere Khalt Mein Koi Taar-E-Kafan Mere Tha
Ab To Mujh Ko Bhi Nadamat Hai Wafa Par Apni
Muktalif Kitna Zamane Se Chalan Mera Tha
Takhri Shaam-E-Khizaan Toot K Yaad Aati Hai
Pher Nashiman Hi Mra Tha Na Chaman MeraTha
Meri Aankhon Ne Jo Dekha Mere Lab Par Aaya
Meri Taqseer Hi Be Sakhta Pan Mera Tha
Thi Ufaq Ta Ba Ufaq Yuon To Meri Khaak FARAZ
Kais Qadar Tang Magar Mujh Pe Watan Mera Tha.

Ahmed Faraz, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry,Heart Touching Urud Poetry By Ahmed Faraz, Ahmed Faraz, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry,Heart Touching Urud Poetry By Ahmed Faraz, Reviewed by Aamir Rana on 7:19 AM Rating: 5

No comments:

ads 728x90 B
Powered by Blogger.